Mahadev Ki Kripa Paayein - Pavitra Shivling Abhishek
Rudrabhishek ek pavitra Shiv puja hai jisme Bhagwan Shiv ke Shivling par jal, dudh, belpatra, aur vibhinn pavitra dravya se abhishek kiya jata hai.
Yeh puja Bhagwan Shiv ko prasann karne ka sabse shaktishaali upay mani jati hai. Isse har prakar ki samasya ka samadhan hota hai aur jeevan me shanti aati hai.
Ujjain ek pavitra dharmik nagri hai jahan Bhagwan Shiv ki vishesh kripa mani jati hai. Yahaan kiya gaya Rudrabhishek bahut hi powerful aur faldayak hota hai.
Booking se lekar puja completion tak poori seva di jati hai.
Shivling Abhishek
(Jal, Dudh, Panchamrit)Rudra Path
& Shiv JaapBelpatra Arpan
& Pushp VarshaHawan & Purnahuti
Proper Vedic MantrasPrasad & Ashirwad
Special Mahakal Prasad📿 Puja shuddh aur Vedic paddhati se sampann hoti hai.
Apne jeevan me sukh-shanti aur safalta laayein.